Friday, August 3, 2012

A MOHD RAFI CLASSIC - Mujhe darde dil ka pata na tha ..mohammad rafi-majrooh sultanpuri-chitra...

One of my favorite melancholy songs - Mujhe Dar E Dil Ka Pata Na Tha - a classic by Mohammed Rafi






Song: Mujhe darde dil ka pata na tha mujhe aap kis liye mil gaye..
Movie : Akashdeep (1965)
Singer : Mohd Rafi
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Music Director : Chitragupta
Cast : Dharmendra,Nanda,,Ashok Kumar,Nimmi,Mehmood,Shobha Khote,
Nimmi,Tarun Bose.
Director: Phani Majumdar

Lyrics :-

Mujhe darde dil ka pata na tha mujhe aap kisliye mil gaye
main akele yoon hi maze me tha mujhe aap kisliye mil gaye
Mujhe darde dil ka pata na tha mujhe aap kisliye mil gaye

yoon hi apne apne safar me gum kahin door main kahin door tum
yoon hi apne apne safar me gum kahin door main kahin door tum
kahin door tum
chale jaa rahe the juda juda mujhe aap kisliye mil gaye
main akele yoon hi maze me tha mujhe aap kisliye mil gaye

main ghareeb haath badha to doon tumhe paa sakoon ke na paa sakoon
main ghareeb haath badha to doon tumhe paa sakoon ke na paa sakoon
tumhe paa sakoon
meri jan hai bahut hai ye faasla mujhe aap kisliye mil gaye
main akele yoon hi maze me tha mujhe aap kisliye mil gaye

na main chaand hoon kisi shaam ka na chiraag hoon kisi baam ka
na main chaand hoon kisi shaam ka na chiraag hoon kisi baam ka
kisi baam ka
main to raaste ka hoon ik diya mujhe aap kisliye mil gaye
main akele yoon hi maze me tha mujhe aap kisliye mil gaye
Mujhe darde dil ka pata na tha mujhe aap kisliye mil gaye ..

No comments: