Thursday, July 12, 2012

A Philosophical Song from Hum Dono - Kabhi Khud Pe Kabhi Haalat Pe - Mohd Rafi

Here is one of my favourite songs for the blue mood - philosophical lyrics which exemplify life.
The last stanza has so much truth embedded in the words 


कौन रोता हैं किसी और की खातिर ऐ दोस्त
सबको अपने ही किसी बात पे रोना आया


kaun rota hain kisi aur ke khaatir aye dost 
sab ko apni hi kisi baat pe rona aya









कभी खुद पें, कभी हालत पे रोना आया
बात निकली तो हर एक बात पे रोना आया

हम तो समजे थे के हम भूल गए हैं उनको
क्या हुवा आज ये किस बात पे रोना आया

किस लिए जीते हैं, हम किस के लिए जीते हैं
बारहा ऐसे सवालात पे रोना आया

कौन रोता हैं किसी और की खातिर ऐ दोस्त
सबको अपने ही किसी बात पे रोना आया

kabhee khud pe, kabhee haalaat pe ronaa aayaa
baat nikalee to, har yek baat pe ronaa aayaa
hum to samajhe the ke hum bhool gaye hain unako
kyaa huaa aaj ye kis baat pe ronaa aayaa
kis liye jite hain hum  kis ke liye jite hain
baarahaa ayaise sawalaat pe ronaa aayaa
kaun rotaa hain kisi aur ke khaatir aye dost
sab ko apni hi kisi baat pe rona aya
A Philosophical Song which exemplifies life

1 comment:

SHARAD said...

Oh yes, these songs of the fiftiescahnd early sixties were
So very meaningful and full of philosophy. Hum dono was one of the best in this gener.
Jahaan mien aisa kaun hai - is another great song.

I have enjoyed your blogs for some time now.
Keep writing. And entertaining.